Asantosh avishkar ka janak hai...jab tak apme asantushti hai ap kam
kringe aur unnati ki taraf agrasar hoge..kam bdate jaoge aur jahan
santushti ho gayi wahin bat khatam....but santosam param sukham bhi hai
aur fir kehte hain na sai itna dijiye ja me kutumb samaye me bhi bhuka
na rahun sadhu na bhuka jaye....kul mila k santushti aur asantushti ko
parallel rakhna chahiye....asantushti paresani aur torchure ka rup lene
lagti hai to santushti ki chadar urana avasyak hai aur jab santusti
alasya aur pramad ka nirman krne lage to asantushti ki chadar avasyak ho
jati hai...
K. C. Nayal
K. C. Nayal
No comments:
Post a Comment